গুলোঁ মেঁ রং ভরে লিরিক্স

Gulon Mein Rang Bhare Song lyrics
Gulon mein rang bhare
Baad-e-naubahaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad-e-naubahaar chale
Chale bhi aao ke
gulshan ka karobaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad-e-naubahaar chale
Chale bhi aao ke
gulshan ka karobaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad-e-naubahaar chale
Qafas udaas hai yaaron
Sabaa se kuch to kaho
Qafas udaas hai… aa..
Qafas udaas hai yaaron
Sabaa se kuch to kaho
Kahin to bahr-e-Khuda
aaj zikr-e-yaar chale
Kahin to bahr-e-Khuda
aaj zikr-e-yaar chale
Chale bhi aao ke gulshan
ka kaarobaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad-e-naubahaar chale
Jo humpe guzri so guzri
Magar shab-e-hijraan
Jo humpe guzri…..
guzri…..guzri…guzri….
jo humpe guzri so
guzri Magar sab-e-hijraan
Humaare ashq teri aaqibat sanwaar chale
Humaare ashq teri aaqibat sanwaar chale
Chale bhi aao ke gulshan
ka kaarobaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad-e-naubahaar chale
Details of Gulon Mein Rang Bhare Song
Song: Gulon Mein Rang Bhare (গুলোঁ মেঁ রং ভরে)
Original Song: The King Of Ghazal Ustad MEHDI HASSAN
Singer: Yasmin Mushtari
Genre: Ghazal, Classical






